Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

fitna-ara shorish-e-ummid hai mere liye

Tilok Chand Mahroom

fitna-ara shorish-e-ummid hai mere liye

Tilok Chand Mahroom

MORE BYTilok Chand Mahroom

    fitna-ārā shorish-e-ummīd hai mere liye

    nā-ummīdī rāhat-e-jāved hai mere liye

    dekhtā huuñ har kahīñ husn-e-azal in.ikās

    zarra zarra ġhairat-e-ḳhurshīd hai mere liye

    saaf aatā hai nazar anjām har āġhāz

    zindagānī maut tamhīd hai mere liye

    jaag uThtī hai tah-e-dāmān-e-shab se sub.h-e-nau

    maut kyā hai ziist tajdīd hai mere liye

    fitna-ara shorish-e-ummid hai mere liye

    na-ummidi rahat-e-jawed hai mere liye

    dekhta hun har kahin husn-e-azal ka inikas

    zarra zarra ghairat-e-KHurshid hai mere liye

    saf aata hai nazar anjam har aaghaz ka

    zindagani maut ki tamhid hai mere liye

    jag uThti hai tah-e-daman-e-shab se subh-e-nau

    maut kya hai zist ki tajdid hai mere liye

    RECITATIONS

    Nomaan Shauque

    Nomaan Shauque,

    Nomaan Shauque

    fitna-ara shorish-e-ummid hai mere liye Nomaan Shauque

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now