Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

gham se bahal rahe hain aap aap bahut ajib hain

Pirzada Qasim

gham se bahal rahe hain aap aap bahut ajib hain

Pirzada Qasim

MORE BYPirzada Qasim

    ġham se bahal rahe haiñ aap aap bahut ajiib haiñ

    dard meñ Dhal rahe haiñ aap aap bahut ajiib haiñ

    sāya-e-vasl kab se hai aap muntazir magar

    hijr meñ jal rahe haiñ aap aap bahut ajiib haiñ

    apne ḳhilāf faisla ḳhud likhā hai aap ne

    haath bhī mal rahe haiñ aap aap bahut ajiib haiñ

    vaqt ne aarzū lau der huī bujhā bhī

    ab bhī pighal rahe haiñ aap aap bahut ajiib haiñ

    dā.era-vār to haiñ ishq ke rāste tamām

    raah badal rahe haiñ aap aap bahut ajiib haiñ

    apnī talāsh safar ḳhatm bhī kījiye kabhī

    ḳhvāb meñ chal rahe haiñ aap aap bahut ajiib haiñ

    gham se bahal rahe hain aap aap bahut ajib hain

    dard mein Dhal rahe hain aap aap bahut ajib hain

    saya-e-wasl kab se hai aap ka muntazir magar

    hijr mein jal rahe hain aap aap bahut ajib hain

    apne KHilaf faisla KHud hi likha hai aap ne

    hath bhi mal rahe hain aap aap bahut ajib hain

    waqt ne aarzu ki lau der hui bujha bhi di

    ab bhi pighal rahe hain aap aap bahut ajib hain

    daera-war hi to hain ishq ke raste tamam

    rah badal rahe hain aap aap bahut ajib hain

    apni talash ka safar KHatm bhi kijiye kabhi

    KHwab mein chal rahe hain aap aap bahut ajib hain

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Pirzada Qasim

    Pirzada Qasim

    Pirzada Qasim

    Pirzada Qasim

    RECITATIONS

    Pirzada Qasim

    Pirzada Qasim,

    Pirzada Qasim

    gham se bahal rahe hain aap aap bahut ajib hain Pirzada Qasim

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Rekhta Gujarati Utsav I Vadodara - 5th Jan 25 I Mumbai - 11th Jan 25 I Bhavnagar - 19th Jan 25

    Register for free
    Speak Now