Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ghar ghair ke jo yar mera raat se gaya

Aftab Shah Alam Sani

ghar ghair ke jo yar mera raat se gaya

Aftab Shah Alam Sani

MORE BYAftab Shah Alam Sani

    ghar ġhair ke jo yaar mirā raat se gayā

    siine se nikal gayā dil haat se gayā

    maiñ jaan se gayā tirī ḳhātir va-lek haif

    mujh se zāhirī bhī mudārāt se gayā

    saal o maah thā mire saath to ab

    barsoñ meñ ek din mulāqāt se gayā

    dekhā jo baat karte tujhe raat ġhair se

    dil merā haath setī isī baat se gayā

    us rashk-e-mah bazm meñ jaate 'āftāb'

    dil rafīq merā mire saat se gayā

    ghar ghair ke jo yar mera raat se gaya

    ji sine se nikal gaya dil hat se gaya

    main jaan se gaya teri KHatir wa-lek haif

    tu mujh se zahiri bhi mudaraat se gaya

    ya sal o mah tha tu mere sath ya to ab

    barson mein ek din ki mulaqat se gaya

    dekha jo baat karte tujhe raat ghair se

    dil mera hath seti isi baat se gaya

    us rashk-e-mah ki bazm mein jate hi 'aftab'

    dil sa rafiq mera mere sat se gaya

    RECITATIONS

    Fasih Akmal

    Fasih Akmal,

    Fasih Akmal

    ghar ghair ke jo yar mera raat se gaya Fasih Akmal

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now