jab bhi dikh jaen wo hairat karna
jab bhī dikh jaa.eñ vo hairat karnā
aise rañgoñ kī hifāzat karnā
us kā mujh se yuuñ hī laḌ lenā aur
ghar kī chīzoñ se shikāyat karnā
mere tāvīz meñ jo kāġhaz hai
us pe likkhā hai mohabbat karnā
jab bhi dikh jaen wo hairat karna
aise rangon ki hifazat karna
us ka mujh se yun hi laD lena aur
ghar ki chizon se shikayat karna
mere tawiz mein jo kaghaz hai
us pe likkha hai mohabbat karna
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.