Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

kisi mahal mein na shahon ki aan-ban mein hai

Naeem Zarrar Ahmad

kisi mahal mein na shahon ki aan-ban mein hai

Naeem Zarrar Ahmad

MORE BYNaeem Zarrar Ahmad

    kisī mahal meñ na shāhoñ ān-bān meñ hai

    sukūn jo kisī Dhābe ke sā.ebān meñ hai

    maiñ us maqām pe huuñ jaise koī ḳhālī haath

    nigāh-e-hasrat-o-armāñ liye dukān meñ hai

    darinde shahr meñ ābād ho ga.e saare

    sunā hai saath jangal baḌī amaan meñ hai

    ye jāntā hai palaT kar use nahīñ aanā

    vo apnī ziist khiñchtī huī kamān meñ hai

    kisi mahal mein na shahon ki aan-ban mein hai

    sukun jo kisi Dhabe ke saeban mein hai

    main us maqam pe hun jaise koi KHali hath

    nigah-e-hasrat-o-arman liye dukan mein hai

    darinde shahr mein aabaad ho gae sare

    suna hai sath ka jangal baDi aman mein hai

    ye jaanta hai palaT kar use nahin aana

    wo apni zist ki khinchti hui kaman mein hai

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now