Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

main munharif tha jis se harf-e-inhiraf ki tarah

Musavvir Sabzwari

main munharif tha jis se harf-e-inhiraf ki tarah

Musavvir Sabzwari

MORE BYMusavvir Sabzwari

    maiñ munharif thā jis se harf-e-inhirāf tarah

    khulā vo dhīre dhīre bu-e-inkishāf tarah

    ye be-samar zamīñ ye rā.egāñ falak ke silsile

    haiñ mere gird kyuuñ hisar-e-etakāf tarah

    vo sardiyoñ dhuup tarah ġhurūb ho gayā

    lipaT rahī hai yaad jism se lihāf tarah

    ye lag rahā hai sab duā.eñ mustajāb ho ga.iiñ

    jagah jagah hai gahrā āsmāñ shigāf tarah

    saf-e-munāfiqāñ meñ phir vo milā to kyā ajab

    huī thī sulh bhī ḳhamosh iḳhtilāf tarah

    main munharif tha jis se harf-e-inhiraf ki tarah

    khula wo dhire dhire bu-e-inkishaf ki tarah

    ye be-samar zamin ye raegan falak ke silsile

    hain mere gird kyun hisar-e-etakaf ki tarah

    wo sardiyon ki dhup ki tarah ghurub ho gaya

    lipaT rahi hai yaad jism se lihaf ki tarah

    ye lag raha hai sab duaen mustajab ho gain

    jagah jagah hai gahra aasman shigaf ki tarah

    saf-e-munafiqan mein phir wo ja mila to kya ajab

    hui thi sulh bhi KHamosh iKHtilaf ki tarah

    RECITATIONS

    Nomaan Shauque

    Nomaan Shauque,

    Nomaan Shauque

    main munharif tha jis se harf-e-inhiraf ki tarah Nomaan Shauque

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Rekhta Gujarati Utsav I Vadodara - 5th Jan 25 I Mumbai - 11th Jan 25 I Bhavnagar - 19th Jan 25

    Register for free
    Speak Now