Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

main to lamhat ki sazish ka nishana Thahra

Farooq Shamim

main to lamhat ki sazish ka nishana Thahra

Farooq Shamim

MORE BYFarooq Shamim

    maiñ to lamhāt sāzish nishāna Thahrā

    jo Thahrā to tire saath zamāna Thahrā

    aane vaale kisī mausam se hameñ kyā lenā

    dil jab dard ḳhushbū ḳhazāna Thahrā

    yaad hai rākh-tale ek sharāre tarah

    ye jo bujh jaa.e havāoñ bahāna Thahrā

    jhuuT sach meñ koī pahchān kare bhī kaise

    jo haqīqat meyār fasāna Thahrā

    aks bikhre hue chehroñ ke haiñ har samt 'shamīm'

    dil hamārā bhī koī ā.ina-ḳhāna Thahrā

    main to lamhat ki sazish ka nishana Thahra

    tu jo Thahra to tere sath zamana Thahra

    aane wale kisi mausam se hamein kya lena

    dil hi jab dard ki KHushbu ka KHazana Thahra

    yaad hai rakh-tale ek sharare ki tarah

    ye jo bujh jae hawaon ka bahana Thahra

    jhuT sach mein koi pahchan kare bhi kaise

    jo haqiqat ka hi meyar fasana Thahra

    aks bikhre hue chehron ke hain har samt 'shamim'

    dil hamara bhi koi aaina-KHana Thahra

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Rekhta Gujarati Utsav I Vadodara - 5th Jan 25 I Mumbai - 11th Jan 25 I Bhavnagar - 19th Jan 25

    Register for free
    Speak Now