Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

masail sab usi ne hal kiye hain

Madhavi Shankar

masail sab usi ne hal kiye hain

Madhavi Shankar

masā.il sab usī ne hal kiye haiñ

hameñ jis shaḳhs se shikve baḌe haiñ

masīhā maan baiThā hai vo ḳhud ko

use kuchh zaḳhm kyā dikhlā diye haiñ

qadam phir vus.at-e-zanjīr kar

usī jānib machal kar chal paḌe haiñ

yahāñ mat kījiye maazī bāteñ

yahāñ kuchh log mujh ko jānte haiñ

masail sab usi ne hal kiye hain

hamein jis shaKHs se shikwe baDe hain

masiha man baiTha hai wo KHud ko

use kuchh zaKHm kya dikhla diye hain

qadam phir wusat-e-zanjir pa kar

usi jaanib machal kar chal paDe hain

yahan mat kijiye mazi ki baaten

yahan kuchh log mujh ko jaante hain

0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now