raat ko shama ki manind pighal kar dekho
raat ko sham.a kī mānind pighal kar dekho
zindagī kyā hai kisī taaq meñ jal kar dekho
apne chehre ko badalnā to bahut mushkil hai
dil bahal jā.egā ā.īna badal kar dekho
rañg bikhreñge to fariyād karegī ḳhushbū
tum kisī phuul ko chuTkī se masal kar dekho
raat ko shama ki manind pighal kar dekho
zindagi kya hai kisi taq mein jal kar dekho
apne chehre ko badalna to bahut mushkil hai
dil bahal jaega aaina badal kar dekho
rang bikhrenge to fariyaad karegi KHushbu
tum kisi phul ko chuTki se masal kar dekho
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.