Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

samundar sar paTak kar mar raha tha

Fay Seen Ejaz

samundar sar paTak kar mar raha tha

Fay Seen Ejaz

samundar sar paTak kar mar rahā thā

to maiñ jiine koshish kar rahā thā

kisī se bhī nahīñ thā ḳhauf mujh ko

maiñ apne aap se Dar rahā thā

guzārish vaqt se maiñ ne na thī

ki merā zaḳhm ḳhud bhar rahā thā

hazāroñ saal thī aag mujh meñ

ragaḌne tak maiñ ik patthar rahā thā

tujhe us din choTeñ yaad hoñgī

mujhe pahchān, tere ghar rahā thā

samundar sar paTak kar mar raha tha

to main jine ki koshish kar raha tha

kisi se bhi nahin tha KHauf mujh ko

main apne aap hi se Dar raha tha

guzarish waqt se main ne na ki thi

ki mera zaKHm KHud hi bhar raha tha

hazaron sal ki thi aag mujh mein

ragaDne tak main ek patthar raha tha

tujhe us din ki choTen yaad hongi

mujhe pahchan, tere ghar raha tha

0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now