Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

shayad ki mar gaya mere andar ka aadmi

Khalid Mahmood

shayad ki mar gaya mere andar ka aadmi

Khalid Mahmood

shāyad ki mar gayā mire andar aadmī

āñkheñ dikhā rahā hai barābar aadmī

sūraj sitāre koh o samundar falak zamīñ

sab ek kar chukā hai ye gaz bhar aadmī

āvāz aa.ī pīchhe palaT kar to dekhiye

pīchhe palaT ke dekhā to patthar aadmī

is ghar telephone abhī jaag jā.egā

sāhab ko le ke chal diyā daftar aadmī

zarre se kam-bisāt pe sūraj-nigāhiyāñ

'ḳhālid' bhī apnā hai to muqaddar aadmī

shayad ki mar gaya mere andar ka aadmi

aankhen dikha raha hai barabar ka aadmi

suraj sitare koh o samundar falak zamin

sab ek kar chuka hai ye gaz bhar ka aadmi

aawaz aai pichhe palaT kar to dekhiye

pichhe palaT ke dekha to patthar ka aadmi

is ghar ka telephone abhi jag jaega

sahab ko le ke chal diya daftar ka aadmi

zarre se kam-bisat pe suraj-nigahiyan

'KHalid' bhi apna hai to muqaddar ka aadmi

RECITATIONS

Khalid Mahmood

Khalid Mahmood,

00:00/00:00
Khalid Mahmood

shayad ki mar gaya mere andar ka aadmi Khalid Mahmood

0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now