Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

sham-e-ummid jala baiThe the

Safiya Shamim

sham-e-ummid jala baiThe the

Safiya Shamim

MORE BYSafiya Shamim

    sham-e-ummīd jalā baiThe the

    dil meñ ḳhud aag lagā baiThe the

    hosh aayā to kahīñ kuchh bhī na thā

    ham bhī kis bazm meñ baiThe the

    dasht gulzār huā jaatā hai

    kyā yahāñ ahl-e-vafā baiThe the

    ab vahāñ hashr uThā karte haiñ

    kal jahāñ ahl-e-vafā baiThe the

    sham-e-ummid jala baiThe the

    dil mein KHud aag laga baiThe the

    hosh aaya to kahin kuchh bhi na tha

    hum bhi kis bazm mein ja baiThe the

    dasht gulzar hua jata hai

    kya yahan ahl-e-wafa baiThe the

    ab wahan hashr uTha karte hain

    kal jahan ahl-e-wafa baiThe the

    Source :
    • Book : Jadeed Shora-e-Urdu (Pg. 983)
    • Author : Dr. Abdul Wahid
    • Publication : Feroz sons Printers Publishers and Stationers
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now