Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

tujhe bhi chain na aae qarar ko tarse

Qaisar Nizami

tujhe bhi chain na aae qarar ko tarse

Qaisar Nizami

MORE BYQaisar Nizami

    tujhe bhī chain na aa.e qarār ko tarse

    chaman meñ rah ke chaman bahār ko tarse

    ilāhī barq vo TuuTe jamāl par tere

    kalī tarah se bhī nikhār ko tarse

    tamām umr rahe merā muntazir bhī

    tamām umr mire intizār ko tarse

    na ho nasīb mohabbat zindagī tujh ko

    sukūn-e-zīst ko DhūñDe qarār ko tarse

    duā hai 'qaisar'-e-mahjūr yahī paiham

    ki bhī jalva-e-ruḳhsār-e-yār ko tarse

    tujhe bhi chain na aae qarar ko tarse

    chaman mein rah ke chaman ki bahaar ko tarse

    ilahi barq wo TuTe jamal par tere

    kali ki tarah se tu bhi nikhaar ko tarse

    tamam umr rahe mera muntazir tu bhi

    tamam umr mere intizar ko tarse

    na ho nasib mohabbat ki zindagi tujh ko

    sukun-e-zist ko DhunDe qarar ko tarse

    dua hai 'qaisar'-e-mahjur ki yahi paiham

    ki tu bhi jalwa-e-ruKHsar-e-yar ko tarse

    RECITATIONS

    Nomaan Shauque

    Nomaan Shauque,

    Nomaan Shauque

    tujhe bhi chain na aae qarar ko tarse Nomaan Shauque

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now