malan ka git
Interesting Fact
(یہ گیت سنسکرت کے ایک چھند ’’کراؤنچ پدا‘‘ میں ہے، اس بحرین ہندی اور بنگالی زبانوں میں بہت سے گیت ہیں، مگر اردو میں شاید اب سے پہلے کسی نے اس کی طرف توجہ نہیں کی)
jī dukhtā hai kaise toḌūñ
chhoTī-chhoTī nannhī-nannhī pyārī-pyārī kaliyāñ
le kāñTe maiñ sach-much kah duuñ
tere saare patte-vatte merī saarī kaliyāñ
yā-allāh maiñ sub.h ko pā.ūñ
Tahnī-Tahnī achchhī-achchhī bhārī-bhārī kaliyāñ
giit 'afsar' kā aisā gā.ūñ
jaise mere paudoñ vaalī nyārī-nyārī kaliyāñ
ji dukhta hai kaise toDun
chhoTi-chhoTi nannhi-nannhi pyari-pyari kaliyan
le kanTe main sach-much kah dun
tere sare patte-watte meri sari kaliyan
ya-allah main subh ko paun
Tahni-Tahni achchhi-achchhi bhaari-bhaari kaliyan
git 'afsar' ka aisa gaun
jaise mere paudon wali nyari-nyari kaliyan
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.