Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

aa gai yaad sham Dhalte hi

Muneer Niyazi

aa gai yaad sham Dhalte hi

Muneer Niyazi

MORE BYMuneer Niyazi

    aa ga.ī yaad shaam Dhalte

    bujh gayā dil charāġh jalte

    khul ga.e shahr-e-ġham ke darvāze

    ik zarā havā ke chalte

    kaun thā ki phir na dekhā tujhe

    miT gayā ḳhvāb aañkh malte

    ḳhauf aatā hai apne ghar se

    māh-e-shab-tāb ke nikalte

    bhī jaise badal jaatā hai

    aks-e-dīvār ke badalte

    ḳhuun lag gayā hai hāthoñ meñ

    chaḌh gayā zahr gul masalte

    aa gai yaad sham Dhalte hi

    bujh gaya dil charagh jalte hi

    khul gae shahr-e-gham ke darwaze

    ek zara si hawa ke chalte hi

    kaun tha tu ki phir na dekha tujhe

    miT gaya KHwab aankh malte hi

    KHauf aata hai apne hi ghar se

    mah-e-shab-tab ke nikalte hi

    tu bhi jaise badal sa jata hai

    aks-e-diwar ke badalte hi

    KHun sa lag gaya hai hathon mein

    chaDh gaya zahr gul masalte hi

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Mehran Amrohi

    Mehran Amrohi

    Talat Aziz

    Talat Aziz

    Saleem Raza

    Saleem Raza

    RECITATIONS

    Nomaan Shauque

    Nomaan Shauque,

    Javed Naseem

    Javed Naseem,

    Nomaan Shauque

    aa gai yaad sham Dhalte hi Nomaan Shauque

    Javed Naseem

    aagai yaad shaam dhalte hi Javed Naseem

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Rekhta Gujarati Utsav I Vadodara - 5th Jan 25 I Mumbai - 11th Jan 25 I Bhavnagar - 19th Jan 25

    Register for free
    Speak Now