aaKHiri bar andhere ke pujari sun len
āḳhirī baar añdhere ke pujārī sun leñ
maiñ sahar huuñ maiñ ujālā huuñ haqīqat huuñ maiñ
maiñ mohabbat kā to detā huuñ mohabbat se javāb
lekin a.adā ke liye qahr-o-qayāmat huuñ maiñ
mirā dushman mujhe lalkār ke jā.egā kahāñ
ḳhaak kā taish huuñ aflāk kī dahshat huuñ maiñ
aaKHiri bar andhere ke pujari sun len
main sahar hun main ujala hun haqiqat hun main
main mohabbat ka to deta hun mohabbat se jawab
lekin aada ke liye qahr-o-qayamat hun main
mera dushman mujhe lalkar ke jaega kahan
KHak ka taish hun aflak ki dahshat hun main
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.