aaKHiri waqt teri rah se haT jaenge
āḳhirī vaqt tirī raah se haT jā.eñge
tū agar ho gayā raazī to palaT jā.eñge
terī nazroñ ke taqāzoñ ko to sah leñge magar
ham tire lams kī shamshīr se kaT jā.eñge
lauTte vaqt vo māñgegā ḳhushī se ruḳhsat
aur ham rote hue us se lipaT jā.eñge
aaKHiri waqt teri rah se haT jaenge
tu agar ho gaya raazi to palaT jaenge
teri nazron ke taqazon ko to sah lenge magar
hum tere lams ki shamshir se kaT jaenge
lauTte waqt wo mangega KHushi se ruKHsat
aur hum rote hue us se lipaT jaenge
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.