aankhon mein kisi yaad ka ras ghol rahi hun
āñkhoñ meñ kisī yaad kā ras ghol rahī huuñ
uljhe hue pallū se girah khol rahī huuñ
vo aa.e ḳharīde mujhe piñjre meñ biThā de
maiñ baaġh meñ miinā kī tarah bol rahī huuñ
har baar huā hai mire nuqsān kā saudā
kahne ko hamesha se maiñ anmol rahī huuñ
aankhon mein kisi yaad ka ras ghol rahi hun
uljhe hue pallu se girah khol rahi hun
wo aae KHaride mujhe pinjre mein biTha de
main bagh mein mina ki tarah bol rahi hun
har bar hua hai mere nuqsan ka sauda
kahne ko hamesha se main anmol rahi hun
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.