aap mat kijiye yaqin sahab
aap mat kījiye yaqīñ sāhab
'ishq meñ fursateñ nahīñ sāhab
āḳhir-e-kār ek ho ga.e haiñ
'ishq dahlīz aur jabīñ sāhab
ham ki pahle-pahal mile the jahāñ
aaj phir se mileñ vahīñ sāhab
ab charāġhoñ ko pusht lāzim hai
rū-barū hai vo mah-jabīñ sāhab
aap mat kijiye yaqin sahab
'ishq mein fursaten nahin sahab
aaKHir-e-kar ek ho gae hain
'ishq dahliz aur jabin sahab
hum ki pahle-pahal mile the jahan
aaj phir se milen wahin sahab
ab charaghon ko pusht lazim hai
ru-baru hai wo mah-jabin sahab
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.