Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ab aankh bhi mashshaq hui zer-o-zabar ki

Azra Parveen

ab aankh bhi mashshaq hui zer-o-zabar ki

Azra Parveen

MORE BYAzra Parveen

    ab aañkh bhī mashshāq huī zer-o-zabar

    ḳhvāhish to tirī ghaaT rah paa.ī na ghar

    rañg apne jo the bhar bhī kahāñ paa.e kabhī ham

    ham ne to sadā radd-e-amal meñ basar

    jab sirf tire gul meñ mirā hissa nazar hai

    phir soch hai kyā dard ye tāḳhīr nazar

    ye kuufe galiyāñ haiñ ki ye merī rageñ bhī

    har samt se chubhtī hai anī mujh ko shimar

    ab aankh bhi mashshaq hui zer-o-zabar ki

    KHwahish to teri ghaT ki rah pai na ghar ki

    rang apne jo the bhar bhi kahan pae kabhi hum

    hum ne to sada radd-e-amal mein hi basar ki

    jab sirf tere gul mein mera hissa nazar hai

    phir soch hai kya dard ye taKHir nazar ki

    ye kufe ki galiyan hain ki ye meri ragen bhi

    har samt se chubhti hai ani mujh ko shimar ki

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Rekhta Gujarati Utsav I Vadodara - 5th Jan 25 I Mumbai - 11th Jan 25 I Bhavnagar - 19th Jan 25

    Register for free
    Speak Now