ab bhi main yar hun zara hosh-o-hawas mein
ab bhī maiñ yaar huuñ zarā hosh-o-havās meñ
thoḌī sharāb aur de mere gilās meñ
schōl kā vo vaqt mujhe ab bhī yaad hai
paḌhtā thā us kā chehra maiñ apne class meñ
har koī us ke vāste marne ko phirtā thā
har koī jī rahā thā bas us kī hī aas meñ
sab laḌke us ko dekh ke betāb hote the
hotī thī is tarah se vo dāḳhil class meñ
ab bhi main yar hun zara hosh-o-hawas mein
thoDi sharab aur de mere gilas mein
school ka wo waqt mujhe ab bhi yaad hai
paDhta tha us ka chehra main apne class mein
har koi us ke waste marne ko phirta tha
har koi ji raha tha bas us ki hi aas mein
sab laDke us ko dekh ke betab hote the
hoti thi is tarah se wo daKHil class mein
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.