Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ab na holi hai na diwali hai

Shahzad Faiz

ab na holi hai na diwali hai

Shahzad Faiz

MORE BYShahzad Faiz

    ab na holī hai na divālī hai

    goyā tahzīb miTne vaalī hai

    zindagī farsh pe paḌī thī aur

    maiñ ne āġhosh meñ uThā hai

    sab muravvat ke khet banjar haiñ

    saare gaañv meñ ḳhushk-sālī hai

    ḳhvāhishoñ se bharā huā hai dil

    ye alag baat jeb ḳhālī hai

    ab to cigarette bhī rahe ho tum

    tum ne hālat ye kyā banā hai

    aaj darbār par vo aa.egī

    aaj darbār par qavālī hai

    saare majbūr dene vaale haiñ

    koī jābir huā savālī hai

    muḌ ke aate nahīñ hoñ gaañv meñ

    apnī duniyā kahāñ basā hai

    phir se jharnā ravāñ hai āñkhoñ se

    koh-e-ruḳhsār par bahālī hai

    'faiz' ahl-e-zabān ke nazdīk

    ek be-vazn sher gaalī hai

    ab na holi hai na diwali hai

    goya tahzib miTne wali hai

    zindagi farsh pe paDi thi aur

    main ne aaghosh mein uTha li hai

    sab murawwat ke khet banjar hain

    sare ganw mein KHushk-sali hai

    KHwahishon se bhara hua hai dil

    ye alag baat jeb KHali hai

    ab to cigarette bhi pi rahe ho tum

    tum ne haalat ye kya bana li hai

    aaj darbar par wo aaegi

    aaj darbar par qawali hai

    sare majbur dene wale hain

    koi jabir hua sawali hai

    muD ke aate nahin hon ganw mein

    apni duniya kahan basa li hai

    phir se jharna rawan hai aankhon se

    koh-e-ruKHsar par bahaali hai

    'faiz' ahl-e-zaban ke nazdik

    ek be-wazn sher gali hai

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    મધ્યકાલથી લઈ સાંપ્રત સમય સુધીની ચૂંટેલી કવિતાનો ખજાનો હવે છે માત્ર એક ક્લિક પર. સાથે સાથે સાહિત્યિક વીડિયો અને શબ્દકોશની સગવડ પણ છે. સંતસાહિત્ય, ડાયસ્પોરા સાહિત્ય, પ્રતિબદ્ધ સાહિત્ય અને ગુજરાતના અનેક ઐતિહાસિક પુસ્તકાલયોના દુર્લભ પુસ્તકો પણ તમે રેખ્તા ગુજરાતી પર વાંચી શકશો

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now