ab wo sina hai mazar-e-arzu
ab vo siina hai mazār-e-ārzū
thā jo ik din shola-zār-e-ārzū
ab tak āñkhoñ se Tapaktā hai lahū
bujh gayā thā dil meñ ḳhār-e-ārzū
rañg o bū meñ Duube rahte the havās
haa.e kyā shai thī bahār-e-ārzū
ab wo sina hai mazar-e-arzu
tha jo ek din shola-zar-e-arzu
ab tak aankhon se Tapakta hai lahu
bujh gaya tha dil mein KHar-e-arzu
rang o bu mein Dube rahte the hawas
hae kya shai thi bahaar-e-arzu
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.