Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

abhi nazar mein Thahar dhyan se utar ke na ja

Saqi Faruqi

abhi nazar mein Thahar dhyan se utar ke na ja

Saqi Faruqi

MORE BYSaqi Faruqi

    abhī nazar meñ Thahar dhyān se utar ke na

    is ek aan meñ sab kuchh tabāh kar ke na

    mujhe hijāb nahīñ bosa-e-judā.ī se

    magar laboñ ke piyāle meñ pyaas bhar ke na

    mire ḳhayāl meñ terā koī javāz nahīñ

    ḳhudā tarah mirī zaat meñ bikhar ke na

    sambhāl apnī nigāhoñ meñ vāpsī ke savāl

    mire javāb ke pindār se guzar ke na

    har ek rāsta dīvār ban ke haa.il hai

    na ki dasht na.e silsile haiñ ghar ke na

    abhi nazar mein Thahar dhyan se utar ke na ja

    is ek aan mein sab kuchh tabah kar ke na ja

    mujhe hijab nahin bosa-e-judai se

    magar labon ke piyale mein pyas bhar ke na ja

    mere KHayal mein tera koi jawaz nahin

    KHuda ki tarah meri zat mein bikhar ke na ja

    sambhaal apni nigahon mein wapsi ke sawal

    mere jawab ke pindar se guzar ke na ja

    har ek rasta diwar ban ke hail hai

    na ja ki dasht nae silsile hain ghar ke na ja

    RECITATIONS

    Nomaan Shauque

    Nomaan Shauque,

    Nomaan Shauque

    Nomaan Shauque,

    Nomaan Shauque

    abhi nazar mein Thahar dhyan se utar ke na ja Nomaan Shauque

    Nomaan Shauque

    abhi nazar mein Thahar dhyan se utar ke na ja Nomaan Shauque

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now