apna haq hi mang rahe hain tum se hum
apnā haq hī maañg rahe haiñ tum se ham
ham ne tum se māñgī kuchh ḳhairāt nahīñ
tabdīlī to ham meñ bhī aa.ī hai zarā
tum meñ bhī ab pahle jaisī baat nahīñ
apna haq hi mang rahe hain tum se hum
hum ne tum se mangi kuchh KHairaat nahin
tabdili to hum mein bhi aai hai zara
tum mein bhi ab pahle jaisi baat nahin
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.