Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

apne ham-rang chahte the hum

Kuldeep Kumar

apne ham-rang chahte the hum

Kuldeep Kumar

MORE BYKuldeep Kumar

    apne ham-rañg chāhte the ham

    ek dil-tañg chāhte the ham

    niiñd be-ḳhvāb chāhte the ham

    raat be-rañg chāhte the ham

    jītne hārne baat na thī

    us se bas jañg chāhte the ham

    shab thī tanhā.ī thī udāsī thī

    ab to āhañg chāhte the ham

    ḳhud ko tañg aa ga.e the ham

    us ko is Dhañg chāhte the ham

    ye sar-e-ishq ho ga.ī varna

    kyā koī jañg chāhte the ham

    apne ham-rang chahte the hum

    ek dil-tang chahte the hum

    nind be-KHwab chahte the hum

    raat be-rang chahte the hum

    jitne haarne ki baat na thi

    us se bas jang chahte the hum

    shab thi tanhai thi udasi thi

    ab to aahang chahte the hum

    KHud ko hi tang aa gae the hum

    us ko is Dhang chahte the hum

    ye sar-e-ishq ho gai warna

    kya koi jang chahte the hum

    Source :
    • Book : Aavaazon Ka Raushandaan (Pg. 58)
    • Author : Kuldeep Kumar
    • Publication : Rekhta Publications (2019)
    • Edition : First
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now