Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

aur abhi wo baat nahin thi

Rakhshanda Naved

aur abhi wo baat nahin thi

Rakhshanda Naved

MORE BYRakhshanda Naved

    aur abhī vo baat nahīñ thī

    puure chāñd raat nahīñ thī

    faisla ab āsān huā hai

    shāmil merī zaat nahīñ thī

    jiit ke bhī maiñ haar ga.ī huuñ

    us maat bhī maat nahīñ thī

    andar bhī ik habs mausam

    bāhar bhī barsāt nahīñ thī

    kyuuñ paalā ye dukh 'raḳhshanda'

    dil jab auqāt nahīñ thī

    aur abhi wo baat nahin thi

    pure chand ki raat nahin thi

    faisla ab aasan hua hai

    shamil meri zat nahin thi

    jit ke bhi main haar gai hun

    us ki mat bhi mat nahin thi

    andar bhi ek habs ka mausam

    bahar bhi barsat nahin thi

    kyun pala ye dukh 'raKHshanda'

    dil ki jab auqat nahin thi

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now