Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

aur kitne abhi sitam honge

Razi Raziuddin

aur kitne abhi sitam honge

Razi Raziuddin

MORE BYRazi Raziuddin

    aur kitne abhī sitam hoñge

    kitne sar aur abhī qalam hoñge

    jabr-o-zulmat is ḳhudā.ī meñ

    jaane kin kin pe kyā karam hoñge

    is añdhere meñ jalte chāñd charāġh

    rakhte kis kis vo bharam hoñge

    aur kitne abhi sitam honge

    kitne sar aur abhi qalam honge

    jabr-o-zulmat ki is KHudai mein

    jaane kin kin pe kya karam honge

    is andhere mein jalte chand charagh

    rakhte kis kis ka wo bharam honge

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now