baat mat kijiye
baat mat kījiye
aap bas baiThiye
aañkh se roiye
zaḳhm ko sīñchiye
shaam ab ho ga.ī
mai-kada dekhiye
maut āsān hai
thoḌā jī lījiye
aap sā koī hai
aa.ina dekhiye
jā-ba-jā ishq hai
aap bas kījiye
saath mai ke kabhī
ashk bhī pījiye
maiñ kahāñ jā rahā
rokiye Tokiye
thak ga.e log sab
ab safar kījiye
rakhiye dil jaam kā
aaj pī lījiye
baat mat kijiye
aap bas baiThiye
aankh se roiye
zaKHm ko sinchiye
sham ab ho gai
mai-kada dekhiye
maut aasan hai
thoDa ji lijiye
aap sa koi hai
aaina dekhiye
ja-ba-ja ishq hai
aap bas kijiye
sath mai ke kabhi
ashk bhi pijiye
main kahan ja raha
rokiye Tokiye
thak gae log sab
ab safar kijiye
rakhiye dil jam ka
aaj pi lijiye
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.