baDi in mein nazakat hai to hai
baḌī in meñ nazākat hai to hai
magar ham ko shikāyat hai to hai
jo bhī chāhe sazā ham ko vo deñ
hameñ un se mohabbat hai to hai
binā dekhe sanam ko chain na.iiñ
vo āñkhoñ kī zarūrat hai to hai
laḌeñge ham zamāne bhar se yuuñ
koī kahtā baġhāvat hai to hai
baDi in mein nazakat hai to hai
magar hum ko shikayat hai to hai
jo bhi chahe saza hum ko wo den
hamein un se mohabbat hai to hai
bina dekhe sanam ko chain nain
wo aankhon ki zarurat hai to hai
laDenge hum zamane bhar se yun
koi kahta baghawat hai to hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.