badle na kyon hayat bhi din-raat ki tarah
badle na kyoñ hayāt bhī din-rāt kī tarah
ham kab hudūd-e-zāt meñ haiñ zaat kī tarah
tum muntashir nahīñ ho ḳhayālāt kī tarah
achchhā to mujh se baat karo baat kī tarah
tanhā.iyoñ ke naaz hamīñ se na uTh sake
mahkī thī raat aaj bhī kal raat kī tarah
badle na kyon hayat bhi din-raat ki tarah
hum kab hudud-e-zat mein hain zat ki tarah
tum muntashir nahin ho KHayalat ki tarah
achchha to mujh se baat karo baat ki tarah
tanhaiyon ke naz hamin se na uTh sake
mahki thi raat aaj bhi kal raat ki tarah
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.