bahut mumkin tha hum do jism aur ek jaan ho jate
bahut mumkin thā ham do jism aur ik jaan ho jaate
magar do jism sirf ik jaan se halkān ho jaate
tum aate to diloñ se khelne kā shauq thā tum ko
to mere jism-o-jāñ us khel kā maidān ho jaate
ham us ke vasl ke chakkar meñ ġhārat ho ga.e āḳhir
kiyā hotā jo hijr achchhe-bhale insān ho jaate
bahut mumkin tha hum do jism aur ek jaan ho jate
magar do jism sirf ek jaan se halkan ho jate
tum aate to dilon se khelne ka shauq tha tum ko
to mere jism-o-jaan us khel ka maidan ho jate
hum us ke wasl ke chakkar mein ghaarat ho gae aaKHir
kiya hota jo hijr achchhe-bhale insan ho jate
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.