bana hua hai hamara kasi bahane se
banā huā hai hamārā kasī bahāne se
bichhaḌ na jaa.e kaheñ dost āzmāne se
gale lagā ke mujhe pūchh mas.ala kyā hai
maiñ Dar rahā huuñ tujhe hāl-e-dil sunāne se
koī hunar koī qismat nahīñ chalī bhā.ī!
bane haiñ kaam mire haañ meñ haañ milāne se
bana hua hai hamara kasi bahane se
bichhaD na jae kahen dost aazmane se
gale laga ke mujhe puchh masala kya hai
main Dar raha hun tujhe haal-e-dil sunane se
koi hunar koi qismat nahin chali bhai!
bane hain kaam mere han mein han milane se
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.