Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

barsar-e-rozgar the pahle

Faheem Amrohvi

barsar-e-rozgar the pahle

Faheem Amrohvi

MORE BYFaheem Amrohvi

    barsar-e-rozgār the pahle

    ham bhī yāroñ ke yaar the pahle

    aaj ye ziist ham pe baar sahī

    ziist par ham bhī baar the pahle

    aaj ham vaqt ko pukārte haiñ

    vaqt ham pukār the pahle

    aao ab un chhāñv bhī DhūñDeñ

    jo shajar sāya-dār the pahle

    go ki ḳhushiyāñ haiñ be-shumār magar

    ġham bahut ḳhush-gavār the pahle

    barsar-e-rozgar the pahle

    hum bhi yaron ke yar the pahle

    aaj ye zist hum pe bar sahi

    zist par hum bhi bar the pahle

    aaj hum waqt ko pukarte hain

    waqt ki hum pukar the pahle

    aao ab un ki chhanw bhi DhunDen

    jo shajar saya-dar the pahle

    go ki KHushiyan hain be-shumar magar

    gham bahut KHush-gawar the pahle

    Source :
    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    મધ્યકાલથી લઈ સાંપ્રત સમય સુધીની ચૂંટેલી કવિતાનો ખજાનો હવે છે માત્ર એક ક્લિક પર. સાથે સાથે સાહિત્યિક વીડિયો અને શબ્દકોશની સગવડ પણ છે. સંતસાહિત્ય, ડાયસ્પોરા સાહિત્ય, પ્રતિબદ્ધ સાહિત્ય અને ગુજરાતના અનેક ઐતિહાસિક પુસ્તકાલયોના દુર્લભ પુસ્તકો પણ તમે રેખ્તા ગુજરાતી પર વાંચી શકશો

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now