bayaban marg hai majnun-e-KHak-aluda-tan kis ka
bayābāñ marg hai majnūn-e-ḳhāk-ālūda-tan kis kā
siye hai sozan-e-ḳhār-e-muġhīlāñ tū kafan kis kā
ba-gard-e-kārvāñ dil juuñ jaras hai na.ara-zan kis kā
azīzo kam huā hai yūsuf-e-gul-pairahan kis kā
paḌā rahne de ab hai tujh ko fikr-e-ġhusl-e-tan kis kā
shahīd-e-nāz huuñ terā lahad kis kī kafan kis kā
bayaban marg hai majnun-e-KHak-aluda-tan kis ka
siye hai sozan-e-KHar-e-mughilan tu kafan kis ka
ba-gard-e-karwan dil jun jaras hai nara-zan kis ka
azizo kam hua hai yusuf-e-gul-pairahan kis ka
paDa rahne de ab hai tujh ko fikr-e-ghusl-e-tan kis ka
shahid-e-naz hun tera lahad kis ki kafan kis ka
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.