Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

be-hisi par meri wo KHush tha ki patthar hi to hai

Zeb Ghauri

be-hisi par meri wo KHush tha ki patthar hi to hai

Zeb Ghauri

MORE BYZeb Ghauri

  be-hisī par mirī vo ḳhush thā ki patthar to hai

  maiñ bhī chup thā ki chalo siine meñ ḳhanjar to hai

  dho ke merā lahū apne hunar ko na chhupā

  ki ye surḳhī tirī shamshīr jauhar to hai

  raah niklī to koī toḌ ke chaTTānoñ ko

  sāmne tiira o tārīk samundar to hai

  saath huuñ maiñ bhī ki dil yahī marzī hai magar

  dasht bhī be-dar-o-dīvār ik ghar to hai

  thak ke ḳhvāboñ guzargāh se uTh aayā maiñ 'zeb'

  kaun dekhe vahī dekhā huā manzar to hai

  be-hisi par meri wo KHush tha ki patthar hi to hai

  main bhi chup tha ki chalo sine mein KHanjar hi to hai

  dho ke tu mera lahu apne hunar ko na chhupa

  ki ye surKHi teri shamshir ka jauhar hi to hai

  rah nikli to koi toD ke chaTTanon ko

  samne tera o tarik samundar hi to hai

  sath hun main bhi ki dil ki yahi marzi hai magar

  dasht bhi be-dar-o-diwar ka ek ghar hi to hai

  thak ke KHwabon ki guzargah se uTh aaya main 'zeb'

  kaun dekhe wahi dekha hua manzar hi to hai

  RECITATIONS

  Nomaan Shauque

  Nomaan Shauque,

  Nomaan Shauque

  Nomaan Shauque,

  Javed Naseem

  Javed Naseem,

  Nomaan Shauque

  be-hisi par meri wo KHush tha ki patthar hi to hai Nomaan Shauque

  Nomaan Shauque

  be-hisi par meri wo KHush tha ki patthar hi to hai Nomaan Shauque

  Javed Naseem

  be-hisii par mirii vo KHush thaa ki patthar hii to hai Javed Naseem

  ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

  ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

  મધ્યકાલથી લઈ સાંપ્રત સમય સુધીની ચૂંટેલી કવિતાનો ખજાનો હવે છે માત્ર એક ક્લિક પર. સાથે સાથે સાહિત્યિક વીડિયો અને શબ્દકોશની સગવડ પણ છે. સંતસાહિત્ય, ડાયસ્પોરા સાહિત્ય, પ્રતિબદ્ધ સાહિત્ય અને ગુજરાતના અનેક ઐતિહાસિક પુસ્તકાલયોના દુર્લભ પુસ્તકો પણ તમે રેખ્તા ગુજરાતી પર વાંચી શકશો

  0
  COMMENTS
  VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

  Additional information available

  Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

  OKAY

  About this sher

  Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

  Close

  rare Unpublished content

  This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

  OKAY

  Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

  GET YOUR PASS
  Speak Now