Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

be-masraf be-hasil dukh

Abdul Ahad Saaz

be-masraf be-hasil dukh

Abdul Ahad Saaz

MORE BYAbdul Ahad Saaz

    be-masraf be-hāsil dukh

    jiine ke nā-qābil dukh

    ḳhvāb sitāre palkoñ par

    jhilmil jhilmil jhilmil dukh

    sukh hai ik gumnām ufuq

    naav samundar sāhil dukh

    raah ke sab dukh jhel ke jab

    manzil aa.e to manzil dukh

    bojh merī rātoñ par

    sher sūrat nāzil dukh

    sahrā sadiyāñ jīvan

    aur ye pal pal til til dukh

    muktī ban bargad karb

    bhog nagar sāhil dukh

    sarvam dukham jīvan 'sāz'

    dil meñ dukh hai dil dukh

    be-masraf be-hasil dukh

    jine ke na-qabil dukh

    KHwab sitare palkon par

    jhilmil jhilmil jhilmil dukh

    sukh hai ek gumnam ufuq

    naw samundar sahil dukh

    rah ke sab dukh jhel ke jab

    manzil aae to manzil dukh

    bojh sa meri raaton par

    sher ki surat nazil dukh

    sahra sadiyan jiwan ki

    aur ye pal pal til til dukh

    mukti ban ka bargad karb

    bhog nagar ka sahil dukh

    sarwam dukham jiwan 'saz'

    dil mein dukh hai ya dil dukh

    RECITATIONS

    Abdul Ahad Saaz

    Abdul Ahad Saaz,

    Abdul Ahad Saaz

    be-masraf be-hasil dukh Abdul Ahad Saaz

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now