Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

biranji panw mein uske chubhi hai

Shafaq Sopori

biranji panw mein uske chubhi hai

Shafaq Sopori

MORE BYShafaq Sopori

    biranji paañv meñ us ke chubhī hai

    bichāre mochī ko gaalī paḌī hai

    dhamākā dil meñ hone vaalā hai kyā

    ka.ī din se yahāñ kuchh sansanī hai

    mujhe lagtā hai sho.ale harārat

    añdhere meñ dhueñ ko tak rahī hai

    yahīñ se paḌhte astaġhfirullāh

    yahāñ se duur kuchh us galī hai

    ye kaTnī mol meñ kartī hai gaḌbaḌ

    tavā.if qaul bilkul kharī hai

    tum apnī had meñ baiTho ahl-e-duniyā

    tumhāre saath kis ne baat hai

    ba-qaul-e-'rāz' niklo ma.arke se

    ye duniyā hai jahāñ tak zindagī hai

    gale meñ Daal ke rassī laTak jaao

    mohabbat ik tarah ḳhud-kushī hai

    achānak āsmāñ saaf honā

    'shafaq' koī-na-.koī gaḌ-baḌī hai

    biranji panw mein us ke chubhi hai

    bichaare mochi ko gali paDi hai

    dhamaka dil mein hone wala hai kya

    kai din se yahan kuchh sansani hai

    mujhe lagta hai shoale ki hararat

    andhere mein dhuen ko tak rahi hai

    yahin se paDhte ja astaghfirullah

    yahan se dur kuchh us ki gali hai

    ye kaTni mol mein karti hai gaDbaD

    tawaif qaul ki bilkul khari hai

    tum apni had mein baiTho ahl-e-duniya

    tumhaare sath kis ne baat ki hai

    ba-qaul-e-'raaz' niklo marke se

    ye duniya hai jahan tak zindagi hai

    gale mein Dal ke rassi laTak jao

    mohabbat ek tarah ki KHud-kushi hai

    achanak aasman ka saf hona

    'shafaq' koi-na-koi gaD-baDi hai

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    મધ્યકાલથી લઈ સાંપ્રત સમય સુધીની ચૂંટેલી કવિતાનો ખજાનો હવે છે માત્ર એક ક્લિક પર. સાથે સાથે સાહિત્યિક વીડિયો અને શબ્દકોશની સગવડ પણ છે. સંતસાહિત્ય, ડાયસ્પોરા સાહિત્ય, પ્રતિબદ્ધ સાહિત્ય અને ગુજરાતના અનેક ઐતિહાસિક પુસ્તકાલયોના દુર્લભ પુસ્તકો પણ તમે રેખ્તા ગુજરાતી પર વાંચી શકશો

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now