Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

buton ko bhul jate hain KHuda ko yaad karte hain

Zareef Lakhnavi

buton ko bhul jate hain KHuda ko yaad karte hain

Zareef Lakhnavi

MORE BYZareef Lakhnavi

    butoñ ko bhuul jaate haiñ ḳhudā ko yaad karte haiñ

    barahman jab safar sū-e-allahabad karte haiñ

    na gardan mārte haiñ vo na dete haiñ kabhī phāñsī

    hasīnoñ ko ye sab mash.hūr kyuuñ jallād karte haiñ

    sitam-ījād kahte haiñ ye kyuuñ ma.ashūq ko shā.ir

    sitam bhī kyā koī shai hai jise ījād karte haiñ

    hameñ batlā na deñ āshiq jo haiñ rū-e-kitābī par

    sabaq hai kyā koī ma.ashūq jis ko yaad karte haiñ

    buton ko bhul jate hain KHuda ko yaad karte hain

    barahman jab safar su-e-allahabad karte hain

    na gardan marte hain wo na dete hain kabhi phansi

    hasinon ko ye sab mashhur kyun jallad karte hain

    sitam-ijad kahte hain ye kyun mashuq ko shair

    sitam bhi kya koi shai hai jise ijad karte hain

    hamein batla na den aashiq jo hain ru-e-kitabi par

    sabaq hai kya koi mashuq jis ko yaad karte hain

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Rekhta Gujarati Utsav I Vadodara - 5th Jan 25 I Mumbai - 11th Jan 25 I Bhavnagar - 19th Jan 25

    Register for free
    Speak Now