Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

byaj mein khet na zewar na wo dhan chahta hai

Rajeev Riyaz Pratapgarhi

byaj mein khet na zewar na wo dhan chahta hai

Rajeev Riyaz Pratapgarhi

MORE BYRajeev Riyaz Pratapgarhi

    byaaj meñ khet na zevar na vo dhan chāhtā hai

    sūd-ḳhor aaj to beva badan chāhtā hai

    soch kar mujh ko ye ab niiñd nahīñ aatī hai

    khelne ke liye bachcha mirā gun chāhtā hai

    sāñvlā rang hai ḳhud us bahan lekin

    merā beTā hai ki vo gorī dulhan chāhtā hai

    shā.irī ke liye kyā kyā nahīñ chhoḌā ham ne

    saath daulat ke zamāna hai ki fan chāhtā hai

    gaañv būḌhā vo ab jis nahīñ hai koī

    apne ghar-bār ke badle meñ kafan chāhtā hai

    byaj mein khet na zewar na wo dhan chahta hai

    sud-KHor aaj to bewa ka badan chahta hai

    soch kar mujh ko ye ab nind nahin aati hai

    khelne ke liye bachcha mera gun chahta hai

    sanwla rang hai KHud us ki bahan ka lekin

    mera beTa hai ki wo gori dulhan chahta hai

    shairi ke liye kya kya nahin chhoDa hum ne

    sath daulat ke zamana hai ki fan chahta hai

    ganw ka buDha wo ab jis ka nahin hai koi

    apne ghar-bar ke badle mein kafan chahta hai

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now