Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

chalte chalte ye gali be-jaan hoti jaegi

Ameer Imam

chalte chalte ye gali be-jaan hoti jaegi

Ameer Imam

chalte chalte ye galī be-jān hotī jā.egī

raat hotī jā.egī sunsān hotī jā.egī

dekhnā kyā hai nazar-andāz karnā hai kise

manzaroñ ḳhud-ba-ḳhud pahchān hotī jā.egī

us ke chehre par musalsal aañkh ruk saktī nahīñ

aañkh bār-e-husn se halkān hotī jā.egī

soch lo ye dil-lagī bhārī na paḌ jaa.e kahīñ

jaan jis ko kah rahe ho jaan hotī jā.egī

kar kyā saktī hai duniyā aur tujh ko dekh kar

dekhtī jā.egī aur hairān hotī jā.egī

kākul-e-ḳhamdār meñ ḳham aur aate jā.eñge

zulf us aur bhī shaitān hotī jā.egī

aate aate ishq karne hunar aa jā.egā

rafta-rafta zindagī āsān hotī jā.egī

chukīñ ḳhushiyāñ to ab ġham hijrateñ karne lage

dil bastī is tarah vīrān hotī jā.egī

chalte chalte ye gali be-jaan hoti jaegi

raat hoti jaegi sunsan hoti jaegi

dekhna kya hai nazar-andaz karna hai kise

manzaron ki KHud-ba-KHud pahchan hoti jaegi

us ke chehre par musalsal aankh ruk sakti nahin

aankh bar-e-husn se halkan hoti jaegi

soch lo ye dil-lagi bhaari na paD jae kahin

jaan jis ko kah rahe ho jaan hoti jaegi

kar hi kya sakti hai duniya aur tujh ko dekh kar

dekhti jaegi aur hairan hoti jaegi

kakul-e-KHamdar mein KHam aur aate jaenge

zulf us ki aur bhi shaitan hoti jaegi

aate aate ishq karne ka hunar aa jaega

rafta-rafta zindagi aasan hoti jaegi

ja chukin KHushiyan to ab gham hijraten karne lage

dil ki basti is tarah viran hoti jaegi

RECITATIONS

Ameer Imam

Ameer Imam,

00:00/00:00
Ameer Imam

chalte chalte ye gali be-jaan hoti jaegi Ameer Imam

Source :
  • Book : Subh Bakhair Zindagi (Pg. 47)
  • Author :Ameer Imam
  • Publication : Rekhta Publications (2018)
  • Edition : First
0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now