Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

chhupana bhi jo tum chaho mohabbat chhup na paegi

Naved Anjum

chhupana bhi jo tum chaho mohabbat chhup na paegi

Naved Anjum

MORE BYNaved Anjum

    chhupānā bhī jo tum chāho mohabbat chhup na pā.egī

    diyā dil meñ jalegā aur chamak chehre pe aa.egī

    hudūd-e-inkisārī se bhī ham aage nikal aa.e

    agar tum aur khīñchoge to rassī TuuT jā.egī

    samā.at meñ to apnī quvvat-e-ehsās paidā kar

    mire dil ke taḌapne tujhe āvāz aa.egī

    zarūrat ko jakaḌ kar sabr zanjīr meñ rakhnā

    nahīñ to bhuuk ḳhuddārī ko ik din bech khā.egī

    apne ap ko sūraj banā kar pesh kar pahle

    bas ik maiñ nahīñ duniyā tire chakkar lagā.egī

    chhupana bhi jo tum chaho mohabbat chhup na paegi

    diya dil mein jalega aur chamak chehre pe aaegi

    hudud-e-inkisari se bhi hum aage nikal aae

    agar tum aur khinchoge to rassi TuT jaegi

    samaat mein to apni quwwat-e-ehsas paida kar

    mere dil ke taDapne ki tujhe aawaz aaegi

    zarurat ko jakaD kar sabr ki zanjir mein rakhna

    nahin to bhuk KHuddari ko ek din bech khaegi

    tu apne ap ko suraj bana kar pesh kar pahle

    bas ek main hi nahin duniya tere chakkar lagaegi

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now