Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

chup ka panchhi baiTh gaya tha peDon par

Abid Maroof Mughal

chup ka panchhi baiTh gaya tha peDon par

Abid Maroof Mughal

MORE BYAbid Maroof Mughal

    chup panchhī baiTh gayā thā peḌoñ par

    kis ne merā naam likhā thā peḌoñ par

    kyā jaane kyoñ panchhī sahme sahme the

    pattoñ jab raqs bapā thā peḌoñ par

    kal tak vīrāñ shāḳhoñ par ik raunaq thī

    chiḌiyoñ ik Daar basā thā peḌoñ par

    tez havā ne tinkā tinkā kar Daalā

    ḳhvāboñ ik des basā thā peḌoñ par

    ye bhī 'ābid' tez havā sāzish thī

    ghoñsla koī TuuT gayā thā peḌoñ par

    chup ka panchhi baiTh gaya tha peDon par

    kis ne mera nam likha tha peDon par

    kya jaane kyon panchhi sahme sahme the

    patton ka jab raqs bapa tha peDon par

    kal tak viran shaKHon par ek raunaq thi

    chiDiyon ka ek Dar basa tha peDon par

    tez hawa ne tinka tinka kar Dala

    KHwabon ka ek des basa tha peDon par

    ye bhi 'abid' tez hawa ki sazish thi

    ghonsla koi TuT gaya tha peDon par

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now