Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

dam-e-ulfat se chhuTti hi nahin

Shahryar

dam-e-ulfat se chhuTti hi nahin

Shahryar

MORE BYShahryar

    dām-e-ulfat se chhūTtī nahīñ

    zindagī tujh ko bhūltī nahīñ

    kitne tūfāñ uThā.e āñkhoñ ne

    naav yādoñ Dūbtī nahīñ

    tujh se milne tujh ko paane

    koī tadbīr sūjhtī nahīñ

    ek manzil pe ruk ga.ī hai hayāt

    ye zamīñ jaise ghūmtī nahīñ

    log sar phoḌ kar bhī dekh chuke

    ġham dīvār TūTtī nahīñ

    dam-e-ulfat se chhuTti hi nahin

    zindagi tujh ko bhulti hi nahin

    kitne tufan uThae aankhon ne

    naw yaadon ki Dubti hi nahin

    tujh se milne ki tujh ko pane ki

    koi tadbir sujhti hi nahin

    ek manzil pe ruk gai hai hayat

    ye zamin jaise ghumti hi nahin

    log sar phoD kar bhi dekh chuke

    gham ki diwar TuTti hi nahin

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Rekhta Gujarati Utsav I Vadodara - 5th Jan 25 I Mumbai - 11th Jan 25 I Bhavnagar - 19th Jan 25

    Register for free
    Speak Now