Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

daman mein aansuon ka zaKHira na kar abhi

Saqi Faruqi

daman mein aansuon ka zaKHira na kar abhi

Saqi Faruqi

MORE BYSaqi Faruqi

    dāman meñ āñsuoñ zaḳhīra na kar abhī

    ye sabr maqām hai girya na kar abhī

    jis saḳhāvatoñ zamāne meñ dhuum hai

    vo haath so gayā hai taqāzā na kar abhī

    nazreñ jalā ke dekh manāzir aag meñ

    asrār-e-kā.enāt se parda na kar abhī

    ye ḳhāmushī zahr nasoñ meñ utar na jaa.e

    āvāz shikast gavārā na kar abhī

    duniyā pe apne ilm parchhā.iyāñ na Daal

    ai raushnī-farosh añdherā na kar abhī

    daman mein aansuon ka zaKHira na kar abhi

    ye sabr ka maqam hai girya na kar abhi

    jis ki saKHawaton ki zamane mein dhum hai

    wo hath so gaya hai taqaza na kar abhi

    nazren jala ke dekh manazir ki aag mein

    asrar-e-kaenat se parda na kar abhi

    ye KHamushi ka zahr nason mein utar na jae

    aawaz ki shikast gawara na kar abhi

    duniya pe apne ilm ki parchhaiyan na Dal

    ai raushni-farosh andhera na kar abhi

    RECITATIONS

    Nomaan Shauque

    Nomaan Shauque,

    Nomaan Shauque

    daman mein aansuon ka zaKHira na kar abhi Nomaan Shauque

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now