Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

Dar ke mare kahin na mar jaen

Anjali Sahar

Dar ke mare kahin na mar jaen

Anjali Sahar

MORE BYAnjali Sahar

    Dar ke maare kahīñ na mar jaa.eñ

    ab ke jaisī bhī ho guzar jaa.eñ

    vahm to koī 'ilāj nahīñ

    aap kyoñ aa.e chārāgar jaa.eñ

    shāḳh kahne lagī parindoñ se

    sūkhne ko hai ye shajar jaa.eñ

    is makāñ meñ ye dil nahīñ lagtā

    chaar paise mile to ghar jaa.eñ

    ham pe jo guzrī kyā batā.eñ 'sahar'

    aap par guzre gar to mar jaa.eñ

    Dar ke mare kahin na mar jaen

    ab ke jaisi bhi ho guzar jaen

    wahm ka to koi 'ilaj nahin

    aap kyon aae chaaragar jaen

    shaKH kahne lagi parindon se

    sukhne ko hai ye shajar jaen

    is makan mein ye dil nahin lagta

    chaar paise mile to ghar jaen

    hum pe jo guzri kya bataen 'sahar'

    aap par guzre gar to mar jaen

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now