dard apnā kise sunāoge
ibn-e-mariyam kahīñ na pāoge
koī marham talāsh kar lenā
dil kisī se agar lagāoge
mujh ko aksar ye hotā hai ehsās
lauT kar tum kabhī to aaoge
ek jaadū hai ye qalam merā
harf meñ sūrateñ bhī pāoge
dard apna kise sunaoge
ibn-e-mariyam kahin na paoge
koi marham talash kar lena
dil kisi se agar lagaoge
mujh ko aksar ye hota hai ehsas
lauT kar tum kabhi to aaoge
ek jadu hai ye qalam mera
harf mein suraten bhi paoge
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.