Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

dard har rang se atwar-e-dua mange hai

Ali Zaheer Rizvi Lakhnavi

dard har rang se atwar-e-dua mange hai

Ali Zaheer Rizvi Lakhnavi

MORE BYAli Zaheer Rizvi Lakhnavi

    dard har rañg se atvār-e-duā māñge hai

    lahza lahza mire zaḳhmoñ patā māñge hai

    itnī āñkheñ haiñ magar dekhtī kyā rahtī haiñ

    ye tamāshā to ḳhudā jāniye kyā māñge hai

    sab to hoshyār hue tum bhī siyāne ban jaao

    dekho har shaḳhs vafāoñ sila māñge hai

    kaan sunte to haiñ lekin na samajhne ke liye

    koī samjhā bhī to mafhūm nayā māñge hai

    dard har rang se atwar-e-dua mange hai

    lahza lahza mere zaKHmon ka pata mange hai

    itni aankhen hain magar dekhti kya rahti hain

    ye tamasha to KHuda jaaniye kya mange hai

    sab to hoshyar hue tum bhi siyane ban jao

    dekho har shaKHs wafaon ka sila mange hai

    kan sunte to hain lekin na samajhne ke liye

    koi samjha bhi to mafhum naya mange hai

    Source :
    • Book : Jab Zaminon Se Shajar Ugtey Hain (Pg. 110)
    • Author : Ali Zaheer
    • Publication : Educational Publishing House (1994)
    • Edition : 1994
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now