Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

dil-shikan andaz dilbar dil-nawazi kya kare

Farooq Ahmad Batt

dil-shikan andaz dilbar dil-nawazi kya kare

Farooq Ahmad Batt

MORE BYFarooq Ahmad Batt

    dil-shikan andāz dilbar dil-navāzī kyā kare

    but-tarāshī hunar ā.īna-sāzī kyā kare

    dard-e-dil ke vāste paidā kiyā insān ko

    dard-mandī se bashar phir be-niyāzī kyā kare

    ḳhūbī-e-jauhar se paatī hai har ik shai imtiyāz

    koh ke be-faiz patthar farāzī kyā kare

    dil meñ zauq-e-vasl-o-yād-e-yār tak baaqī nahīñ

    shīsha-e-hasrat meñ koī ruḳh-tarāzī kyā kare

    dil-shikan andaz dilbar dil-nawazi kya kare

    but-tarashi ka hunar aaina-sazi kya kare

    dard-e-dil ke waste paida kiya insan ko

    dard-mandi se bashar phir be-niyazi kya kare

    KHubi-e-jauhar se pati hai har ek shai imtiyaz

    koh ke be-faiz patthar ki faraazi kya kare

    dil mein zauq-e-wasl-o-yaad-e-yar tak baqi nahin

    shisha-e-hasrat mein koi ruKH-taraazi kya kare

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now