Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

din ke lamhon mein mere dil ki sada hai koi

Iltefat Amjadi

din ke lamhon mein mere dil ki sada hai koi

Iltefat Amjadi

MORE BYIltefat Amjadi

    din ke lamhoñ meñ mire dil sadā hai koī

    shab zulmat meñ tabassum ziyā hai koī

    chaliye achchhā hai mire pīchhe paḌā hai koī

    mere baare meñ to kuchh soch rahā hai koī

    saañs lene nahīñ detī hai masā.il chubhan

    zindagānī sazā kaaT rahā hai koī

    kyā tirī aañkh gahrā.ī meñ sho.ale haiñ nihāñ

    kis tarah jhiil ke paanī se jalā hai koī

    'iltifāt' us jabīñ par hai taqaddus chamak

    jab se kirdār ke sāñche meñ Dhalā hai koī

    din ke lamhon mein mere dil ki sada hai koi

    shab ki zulmat mein tabassum ki ziya hai koi

    chaliye achchha hai mere pichhe paDa hai koi

    mere bare mein to kuchh soch raha hai koi

    sans lene nahin deti hai masail ki chubhan

    zindagani ki saza kaT raha hai koi

    kya teri aankh ki gahrai mein shoale hain nihan

    kis tarah jhil ke pani se jala hai koi

    'iltifat' us ki jabin par hai taqaddus ki chamak

    jab se kirdar ke sanche mein Dhala hai koi

    Source :
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now